Monday, June 3, 2013

Filled Under:

Ghalib Vs Iqbal Vs Faraz Vs Ayyaz Vs Tabasum Vs saqi

11:54 PM

Ghalib:
Ghalib Sharab Peene De Masjid Mein Beth Ker,
Ya Wo Jagah Bata Jahan Khuda Nahi.

Iqbal:
Masjid Khuda Ka Ghar Hai Peene Ki Jagah Nahi,
Kafir K Dil Mein Ja Wahan Khuda Nahi.



Faraz:
Kafir K Dil Se Ayah hun Ye Dekh Ker Faraz,
Khuda Mojood Hai Wahan Per Usay Pata Nahi……

Wasi:
Khuda To Mojood Dunia Mein Her Jaga Hai,
Tu Jannat Mein Ja Wahan Peene Se Mana Nahi……

Ayyaz:
Peene K Liya Mukadas Jagay Na Duhand Ayyaz,
Ager Tujha Duniya Sa Hi Ba-Khaber Raha Na Hai.
Peene Ki Per Kia Zarorat Hai Khuda Ki Kasam,
Sajda Ma Juka Raha Din Raat Is K Nasha Zindagi Bhair Nahi Utra Ga…….
  


(Tabasum)
Jannat say nikala gaya tha adam ko meri
kia oqat hai Tabasum
Mujhe peeny de yahan ye he mera
muqam hai

(SAQI)
Peeta hun saqi, gam-e-duniya bulany kay leya..
Jannat main knsa gam ha ? Is leya waha maana nahi.

19 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  4. Q sharaab ki baat kartey ho *Shahid* isme kaha nasha he..
    Doob jaao ishq-e khuda or Rasul me Nashe ka wahi asli maja he..
    *Shahid* Khuda ki kasam ye wo nasha he...
    Jo chad gaya agar to jannat bhi tujh par khurba-O fana he..

    ✍๐Ÿป *Shahid Sulaimani* ✍๐Ÿป

    ReplyDelete
    Replies
    1. Shahid sulamani kashaMasha kiya barlt h wawa

      Delete
    2. SHaRaB-E-SHoQ kO masTi mE Laa k PeeTa Hun
      Me MaSiWa ki nazaR sE bacHa k PeeTa hun
      RUKU sE jO cHooTy Tu SajDy mEin jaa k pEeTa hun
      Main Wo RinD hun jo KHUDA ko bitHa k pEeTa hun..
      ........

      YeH jannaT jis ka TaLabGaaR hai aaj ka MusaLmaan us k jannaT k muTaLLiQ IQBAL kya kHoo farmaTy hain..
      ...
      YeH jannaT muBaRiK raHy ZaHidOn kO
      Main aaP Ka Samnaa cHaHTa hun...

      Delete
    3. Tary deed ki Jo tdp uthi kisi maikdy ma buji nahi!!
      Jo biga diyai tary zkr ma mary ashq mari dawa bani...

      Delete
  5. Q Peete ho ho sarab gam-eduniya bhulane Ko,
    Krna hai to khuda ki ibadat kr isse bdhkr koi NASA nhi. 'danish'

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sajda E ishQ ho tU Hi IbaDaT ka maza hai...
      KHaLi sajDoN mE tu duniya hi basa kRTi hai..
      IQBAL

      And ITs my Own

      DanisH tu IbaDaT ko nasHa kEhTa hai...
      YaHan IbaDaT faQT sOda-giRi hai..
      Jo QaiDy sE aDda na hO tu fizOoL hOTa hai sajDa.. GoHar
      aDaB k satH Tu kHaTa bHi sawaB hOti hai..
      ....
      AgR Wo maE miLL jayE jo miLi tHi
      sHibLEe O mansOoR ko..
      Tu tEry nasHe ka cHarcHa Ta QayamaT masHooR hO jayE...

      Delete
  6. Khuda ki ibadat se badkar koi nasha nahi

    Ye wo nasha hai jisme koi behka nahi

    Mohd Mudassir Ansari

    ReplyDelete
  7. Ham pite he maze ke liye bewjha badnaam gham he Puri botal piker dekho fir duniya kiya jannat se Kam he Nihaal sambhali

    ReplyDelete
    Replies
    1. GoHar..
      ....
      TERy pEeny pE maiN hun heeRan, tEri boTLLe pE mujHy haiRaT hai...
      Jo ADam k LiyE saZa bani,wo tERi janaT kaisy hai..!
      ........

      FaQaT mazaY ki kHaTiR yun baRbaaD na kR aPni zinDaGi.
      TujHy weHam hai k yEH duniya jannaT sE km nHi..
      Q bewajaH pEe kR kHoTa hai aPni abRoo, k nasHy mE tujHy saHi gHaLaT ki kHabaR nHi..
      Peeny ka dHanG paiDa kR, yn cHor dy arzOo pEeny ki..
      K pOri boTTLe pEe kR bHi tujHy isi duniya ki kHabaR raHi, afsOos k teRi boTTLE mE kucH LamHay ka bHi naSHa nHi...



      ....
      PoRi boTTLe pEe k FaiDa kya? RaaT mazay sE guzaR jayE gi,sbH hOTy hi yEH saRi uTaR jayE gi...
      mai-E-isHQ ka eK jaam pEe,saRi umaR nasHay mE guzaR jaYE gi..

      Delete
  8. HaR FirQa musaLmaNo ka kehTa hai eK dosRy Ko kaFiR..
    Ek KaFiR hi hai jo hum sub ko musaLmaan keHta hai..
    And iTs mY oWn..
    RakHTa hai agR tu Peeny ki tammana kR zOoq-E-TajaLi paiDa..
    Peena tu dOor ki baaT gOhaR tu jEena na cHoR dy tu kEHna..

    ReplyDelete
  9. เค•ाเคซिเคฐ เค•े เคฆिเคฒ เคฎें เค—เคฐ เค–ुเคฆा เคจเคนीं เคนै
    เคฏाเคฐों เคคो เคซिเคฐ เคตเคน เค–ुเคฆा เคจเคนीं เคนै
    เคนเคฐ เคœเคฐ्เคฐे เคฎें เคนै เค‰เคธเค•ा เคตเคœूเคฆ
    เคฌเคธ เค•ाเคซिเคฐ เค•ो เคชเคคा เคจเคนीं เคนै।

    ReplyDelete

(Tab Widget 1)